Tujhe Dekhen Meri Aankhen Song Details:
Tujhe Dekhen Meri Aankhen Lyrics
Dekhein tujhe dekhte hii rahein
Kehta hain dil yeh mera
Tere siva kuch na bhaye humein
Karein toh karein kya bata
Karein toh karein kya bata
Tujhe dekhen meri aankhen
Ismein kya meri khata hain
Haal kya hain mere dil ka
Yeh toh bas mujhko pata hain
Tujhe dekhen meri aankhen
Ismein kya meri khata hain
Haal kya hain mere dil ka
Yeh toh bas mujhko pata hain
Pehli pehli waali
Mulakaat alag hain
Pehle pehle pyaar ki
Har baat alag hain
Pehli pehli waali
Mulakaat alag hain
Pehle pehle pyaar ki
Har baat alag hain
Bin kahe bhi keh dein
Joh lab naa keh sake
Aankhon ke kehne ka
Andaaz alag hain
Aankhon ke kehne ka
Andaz alag hain
Chahte hain tujhe kitna
Yeh tujhe kaise batayein
Haal kya hain mere dil ka
Yeh toh bas mujhko pata hain
Tujhe dekhen meri aankhen
Ismein kya meri khata hain
Haal kya hain mere dil ka
Yeh toh bas mujhko pata hain
Yeh toh bas mujhko pata hain
Yeh toh bas mujhko pata hain
Yeh toh bas mujhko pata hain
Yeh toh bas mujhko pata hain