Jaikal Mahakal Song Details:
Jaikal Mahakal Lyrics
Mrityunjayaya rudraya
Neelakanthaya shambhave
Amriteshaya sharwaya
Mahadevayate namaha
Mrityunjaya maharudra
Trahimaam sharnaagatam
Janma mrityu jara vyaadhi
Mucchate karma bandhane
Jaikal mahakal vikraal shambhu
Jivaan ho yaa mrityu dono hi tum ho
Janmon janmantar ki ladiyan yeh kadiyan
Har yoni har jeewan rakhwal tum ho
Jaikal mahakal
Jaikal mahakal
Jaikal mahakal
Jaikal mahakal
Jivaan ki naiya tum patwaar tum ho
Iss par us par majhdhar tum ho
Kan kan yeh har kshan yeh tumse bana hain
Goonje joh ghat bheetar omkaar tum ho
Jaikal mahakal
Jaikal mahakal
Ho jaikal mahakal
Jaikal mahakal
Jivaan ka mrityu ka khela rachaya
Ik laa duniya me ik bhijwaya
Insaan bechare ne aansu bahaya
Tera ye khela samajh hi na paya
Tera ye khela samajh hi na paya
Soche ki apna koi khoya ganwaya
Joh tera tha woh jakar tujhme samaya
Joh tera tha woh jakar tujhme samaya
Tera tha woh jakar tujhmein samaya
Tera tha woh jakar tujhmein samaya