Mujhko Kiya Barbaad Lyrics by Raj Barman is the latest Hindi song with music is given by Vivek Kar. Mujhko Kiya Barbaad song lyrics are written by Kumaar.
Mujhko Kiya Barbaad Song Details:
| Song: | Mujhko Kiya Barbaad |
| Singer: | Raj Barman |
| Music: | Vivek Kar |
| Lyrics: | Kumaar |
Mujhko Kiya Barbaad Lyrics
Ishq Hi Kiya Tha Maine Tujh Se
Kya Gunaah Kar Diya
Milna Sakege Phir Hum
Tune Kyun Juda Kar Diya
Ek Baar Tune Socha
Tere Baad Kya Mera Hoga
Us Rab Se Kuch Toh Daar Lo
Jo Tune Kiya Mere Saath
Kisi Aur Ke Saath
Na Karna
Haa AAa Haaa AAA
Mujhko Toh Kiya Barbaad
Kisi Aur Ko Tu Na Karna
Jo Tune Kiya Mere Saath
Kisi Aur Ke Saath
Na Karna….
Jude Tune Jab Hath Mere
Rote Rahein Jazbaat Mein
Galtiyaan Kya Maine Ki Hai
Bewajah Sazaa Mujhko De Di Hain
Maaf Maine Ki Khaamiyaan Teri
Tune Na Dekhi Khubiyaan Meri
Jiteji Par Gaya Marna
Jo Tune Kiya Mere Saath
Kisi Aur Ke Saath
Na Karna
Haa AAa Haaa AAA
Mujhko Toh Kiya Barbaad
Kisi Aur Ko Tu Na Karna
Haa AAa Haaa AAA
Jo Tune Kiya Mere Saath
Kisi Aur Ke Saath
Na Karna
Haa AAa Haaa AAA…

