Zariya Tu Lyrics by Romy featuring Paras Kalnawat & Shreya Kalra is a Newly released Hindi song. Zariya Tu Lyrics are written by Sufi Khan while the song music is given by Romy.
Zariya Tu Song Details:
Song: | Zariya Tu |
Singer(s): | Romy |
Featuring: | Paras Kalnawat & Shreya Kalra |
Musician(s): | Romy |
Written by: | Sufi Khan |
Label: | Times Music |
Zariya Tu Lyrics
Yaar tu
Kyun ishq me bejad tu
Hai mera intezar tu
Hai darmiyan deewar kyon
Yaar tu
Kyun ishq me bejad tu
Hai mera intezar tu
Hai darmiyan deewar kyon
Karoon tujhse mein
Yeh kaise gila
ishq me main kaise jala
Tu yaar mujhse aise mila
Jaise sagar mein dariya
Zariya tu…!!
Zariya tu…!!
Saanson ka zariya hai tu
Zariya tu…!!
Zariya tu…!!
Saanson ka zariya hai tu
Dekhe khwab ka
Jagi raton ka
Kyon hai bhool betha re hisab tu
Zariya tu…!!
Zariya tu…!!
Saanson ka zariya hai tu
Mehrama tu hai
Sukoon hai junoon dekhu
Mein jidhar tu hi tu tu hi tu
Mehrama tu hai
Sukoon hai junoon dekhu
Mein jidhar tu hi tu tu hi tu
De gaya mujhe kaisa yeh rog tu
Aa doori mita
Teri razza kya hai bata
Dil na jala yaara
Karoon tujhse mein
Yeh kaise gila
ishq me main kaise jala
Tu yaar mujhse aise mila
Jaise sagar mein dariya
Zariya tu…!!
Zariya tu…!!
Saanson ka zariya hai tu
Zariya tu…!!
Zariya tu…!!
Saanson ka zariya hai tu
Dekhe khwab ka
Jagi raton ka
Kyon hai bhool betha re hisab tu
Zariya tu…!!
Zariya tu…!!
Saanson ka zariya hai tu