Waqt Ka Jungle Song Details:
Waqt Ka Jungle Lyrics
Waqt ke jangal mein khoya hai ik banjaara
Ghoome galiyon mein gol gol zindagi
Mile jo bhi lage zara zara ajnabi
Aur nazarein dhoondhe raah dikhaane waala sitaara
Waqt ke jangal mein khoya hai ik banjaara
Qadam qadam ye dam dam
Sawaalon mein khoya chala jaaye hai
Qadam qadam ye dam ba dam
Andheron mein dooba chala jaaye hai
Sawaalon mein khoya andheron mein dooba
Chala jaaye hai chala jaaye hai
Phire tanha musaafiron sa gamzada
Suni raat bhar aahaton ki ye sada
Aur raat kahe sub haan naa aayegi dobaara
Waqt ke jangal mein khoya hai ik banjaara
Waqt Ka Jungle Song Video
Hope You Liked the Post, If You Found Any Mistake in Lyrics kindly Submit Us With the Correct Lyrics! Thanks for visiting us!