Tumhein Apna Banana Hai Lyrics by Salman Ali is the latest Hindi song with music given by Himesh Reshammiya. Tumhein Apna Banana Hai song lyrics are written by Himesh Reshammiya.
Tumhein Apna Banana Hai Song Details:
Song: | Tumhein Apna Banana Hai |
Album: | Himesh Ke Dil Se The Album |
Singer(s): | Salman Ali |
Musician(s): | Himesh Reshammiya |
Written by: | Himesh Reshammiya |
Label(©): | Himesh Reshammiya Melodies |
Tumhein Apna Banana Hai Lyrics
Naa din mein chain naa raat ko aaram
Subhah sham bas tera hi naam
Tumhe dil mein basaana hai
Tumhe dil mein basaana hai
Tumhe apna banana hai
Tumhe apna banana hai
Tumse ishq nibhaana hai
Tumheinn apna banana hai
Tumheinn apna banana hai
Tere bina hai jeena mera hai bewajah
Meri aashiqui ka hai tu aasra
Aye yaara jabse tu hai mujhko mila
Bas teri yaadon ka hai silsilaa
Tumhe dil mein basaana hai
Tumhe apna banana hai
Tumhe apna banana hai
Woh teri meri mulaaqaton ka mausam
Jaata nahi hai mere dil se wo aalam
Banke nishaani jal raha hai seene mein
Har pal tera ishq ae mere humdam
Tere vaaste hai meri arziyaan
Hai tujhse hai meri sari manmarziyaan
Tere hi liye meri sargosiyaan
Tu karde mukkamal meri yaariyaan
Tumhe dil mein basaana hai
Tumhe apna banana hai
Tumhe apna banana hai
Tumhe dil mein basana hai
Tumhe apna banana hai
Tumhe apna banana hai
Teri gali mein jabse duniya basaayi
Aankhon mein sagar nami dil pe hai chhayi
Bhujh na sakega teri yaadon ka laava
Saanson mein khusboo teri hai samaayi
Meri ye tadap yeh meri tishnagi
Hai tujhse hi ab toh meri bandgi
Zaara jhaank ke dekh le dil mein tu
Nazar aayegi meri deewangi
Tumhe dil mein basana hai
Tumhe apna banaana hai
Tumhe apna banaana hai
Tumhe dil mein basana hai
Tumhe apna banaana hai
Tumhe apna banaana hai