Teri Galiyon Mein Lyrics by Guri is a brand new Hindi song with music also given by Snipr. Teri Galiyon Mein lyrics are penned by Babbu.
Teri Galiyon Mein Song Details:
| Song: | Teri Galiyon Mein |
| Singer(s): | Guri |
| Musician(s): | Snipr |
| Written by: | Babbu |
| Label(©): | Geet MP3 |
Teri Galiyon Mein Lyrics
Naya naya sa ishq tha
Tab nayi jawaani thi
Main tera aashiq tha
Tu meri deewani thi
Haan naya naya sa ishq tha
Tab nayi jawaani thi
Main tera aashiq tha
Tu meri deewani thi
Jo waha liye
Woh kaha nazaare hai
Jo waha liye
Woh kaha nazaare hai
Teri galiyon mein
Kayi saal guzare hai
Teri galiyon mein
Kayi saal guzare hai
Jo tumpe marte the
Woh bhi sudhaare hai
Teri galiyon mein
Kayi saal guzaare hai
Ek baat mazaak ki hai
Lo fir bhi kehte hai
Kaiyon ko laggta tha
Hum waha hi rehte hai
Ek baat mazaak ki hai
Lo fir bhi kehte hai
Kaiyon ko laggta tha
Hum waha hi rehte hai
Hum tere aashiq hai
Waha jaante sare hai
Teri galiyon mein
Kayi saal guzare hai
Teri galiyon mein
Kayi saal guzaare hai
Waha apne baare
Jaante sare hai
Teri galiyon mein
Kayi saal guzare hai
Bin helmet police se hum
Bach bach kar jaate the
Aur baal wal set karke
Hum jach kar jaate the
Tujhe pichhe baitha kar
Maine bahut ghumaya tha
Uss motorcycle ne
Bada sath nibhaya tha
Tujhe yaad hoga tab
Kitne gede maare hai
Teri galiyon mein
Kayi saal guzaare hai

