Tere Bin Saajnaa Lyrics by Rupam Bharnarhia is a brand new Hindi song with music also given by Himesh Reshammiya. Tere Bin Saajnaa lyrics are penned by Himesh Reshammiya.
Tere Bin Saajnaa Song Details:
Song: | Tere Bin Saajnaa |
Singer(s): | Rupam Bharnarhia |
Musician(s): | Himesh Reshammiya |
Written by: | Himesh Reshammiya |
Label(©): | Himesh Reshammiya Melodies |
Tere Bin Saajnaa Lyrics
Tadfayein sawan, tadfayein mausam
Tadfayein payal tadfayein kangana..!!
Meri chudiya tadfayein mujhko
Tere Bin Saajnaa
Meri chudiya tadfayein mujhko
Tere Bin Saajnaa
Tadfayein sawan, tadfayein mausam
Tadfayein payal tadfayein kangana..!!
Meri chudiya tadfayein mujhko
Tere Bin Saajnaa
Meri chudiya tadfayein mujhko
Tere Bin Saajnaa
Mere sajan aaja, abhi jaa
Mere sajan aaja, abhi jaa
O Mere sajan aaja, abhi jaa-x2
Sapno mein dekhu teri parchai
Raato mein mujhko dase tanhai
Teri lagan ne lagi mujhko aisi
Koi lamha nahi jab teri yaad naa aaye
Chaahe lakh samjhau, phir bhi dil mera
Mane naa meri, karu main kya piya
Karu main kya piya
Tadfayein sawan, tadfayein mausam
Tadfayein payal tadfayein kangana..!!
Meri chudiya tadfayein mujhko
Tere Bin Saajnaa
Meri chudiya tadfayein mujhko
Tere Bin Saajnaa
Mere sajan aaja, abhi jaa
Mere sajan aaja, abhi jaa
O Mere sajan aaja, abhi jaa-x2
Haan roop tera meri aahato mein
Haan rang tera meri chahaton mein
Haan ishq tera meri hasraton mein
Haan jikar tera meri fidraton mein
Teri ye aankhe duniya hai meri
Aa bhi ja hona jaye deri, hona jaye deri
Tadfayein badal, tadfayein kajal
Tadfayein payal tadfayein kangana..!!
Meri chudiya tadfayein mujhko
Tere Bin Saajnaa
Meri chudiya tadfayein mujhko
Tere Bin Saajnaa
Mere sajan aaja, abhi jaa
Mere sajan aaja, abhi jaa
O Mere sajan aaja, abhi jaa-x2