Shiddat Reloaded Lyrics - Manan Bhardwaj | AxomLyrics

Shiddat Reloaded Lyrics – Manan Bhardwaj

Shiddat Reloaded Lyrics by Manan Bhardwaj is the latest Hindi song. The song lyrics were written by Manan Bhardwaj while the music is given by also him.

Shiddat Reloaded Lyrics

“Shiddat Reloaded” Track Info:

Song Shiddat Reloaded
Singer Manan Bhardwaj
Music Manan Bhardwaj
Lyrics Manan Bhardwaj

Shiddat Reloaded Lyrics

Chehraa Tera Jabb Bhi
Aaye Meri Aankho Ke Saamne
Firse Sataye Veham Ye Mujhe
Shayad Ke Tu Tha Magarr

To Fir Kyunn
Kyun Tu Na Aaye

Haan To Fir Tu
Kyun Na Aaye
Kyun Na Aaye
Kyun Na Aaye

Ye Khara Samandar Mera Gawaah Hai
Ishq Hai Mera Ya Mera Gunaah Hai
Tujhko Saja Aur Adalat Banaalu
Haan Shiddat Banalu Tujhe

Kismat Banalu Meri Chahatt Banaalu
Dil Se Main Mangu Ibadatt Banaalu
Chhute Kabhi Na Wo Aadat Banaalu
Haan Shiddat Banalu Tujhe

Kyun Bann Gayi Tu Meri zaroorat
Kaise Bani Kya Pataa
Itna Mera Dil Kamjor Hai Kyaa
Mujhko Nahi Tha Pataa

Kuch To Sambhaal Tu
Main Kya Kya Sambhaalu
Rote Huye Dil Ko
Kaise Jhat Se Manaalu

Puche Agarr Ye
Teraa Naam Chhupaa Lu
Par Fir Kya Bataau Usey

Kismat Banalu Meri Chahat Banaalu
Dil Se Main Mangu Ibadat Banaalu
Chhute Kabhi Na Wo Aadat Banaalu
Haan Shiddat Banaalu Tujhe

Shiddat Reloaded” Music Video