Sara Zamana Lyrics by Mitraz is a newly released Hindi song music also given by Mitraz. The latest song Sara Zamana lyrics In Hindi are written by Mitraz. The music video was released by Voila! Digi.
Sara Zamana Song Details:
Song: | Sara Zaman |
Singer(s): | Mitraz |
Musician(s): | Mitraz |
Written by: | Mitraz |
Label(©): | Voila! Digi |
Sara Zamana Lyrics
In baadlon mein in raasto mein
Kyun aaj tere phir khamoshi
In kaagzon mein fir kya likhun main
Ab jo kahaani hai adhoori
Tujhe kyun na dil keh paaya
Tere bin na reh paaya
Inn galiyon ko chhodke
Kahaan chala
Tujhe kyun na dil keh paaya
Tere bin na reh paaya
Iss bheege mausam mein
Kahaan phiraa
Aaj saara zamana lagta haseen
Par tere bina ye khaak nahi
Aaj sara zamana lagta haseen
Par tere bina ye kuch khaak nahi
Kaisa junoon hai dil ko sukoon hai
Phir aarzoo mein kyun hi jalun main
In kaagzon mein ab kya likhun main
Ye jo kaahani hai adhoori
Tujhe kyun na dil keh paaya
Tere bin na reh paaya
Inn galiyon ko chhodke
Kahan chala
Tujhe kyun na dil keh paaya
Tere bin na reh paaya
Iss bheege mausam mein
Kahan phiraa
Aaj saara zamana lagta haseen
Par tere bina ye khaak nahi
Aaj saara zamana lagta haseen
Par tere bina ye kuch khaak nahi
Aaj saara zamana lagta haseen
Par tere bina ye khaak nahi
Aaj saara zamana lagta haseen
Par tere bina ye kuch khaak nahi