| Song: | Rahat Fateh Ali Khan Zaroori Tha Lyrics |
| Singer(s): | Rahat Fateh Ali Khan |
| Musician(s): | Sahir Ali Bagga |
| Written by: | Khalil-Ur-Rehman Qamar |
| Label(©): | Ustad Rahat Fateh Ali Khan |
Rahat Fateh Ali Khan Zaroori Tha Lyrics
लफ़्ज़ कितने हाय तेरे जोड़े से लिपटे होंगे
तूने जब आखिरी ख़त मेरा जलाया होगा
तूने जब फूल किताबों से निकले होंगे
देने वाला भी तुझे याद तो आएगा
तेरी आँखों के दरिया का उतरना भी ज़रूरी था
मोहब्बत भी जरूरी थी, बिछड़ना भी जरूरी था
ज़रूरी था कि हम दोनों तवाफ़-ए-आरज़ू करते हैं
मगर फिर दर्द का बिखरना भी ज़रूरी था
तेरी आँखों के दरिया का उतरना भी ज़रूरी था
बताओ, याद है तुमको? वो जब दिल को चुराया था
चुराई चीज़ को तुमने खुदा का घर बनाया था
वो जब कहते थे, मेरा नाम तुम तस्बीह में पढ़ते हो
मोहब्बत की नमाज़ों को कज़ा करने से डरते हो
मगर अब याद आता है, वो बातें थीं, महज़ बातें
कहीं बातें ही बातों में मुकरना भी जरूरी था
तेरी आँखों के दरिया का उतरना भी ज़रूरी था
वही हैं सूरतें अपनी, वही मैं हूं, वही तुम हो
मगर खोया हुआ हूं मैं, मगर तुम भी कहीं गम हो
मोहब्बत में दग़ा की थी, सो काफ़िर थी, सो काफ़िर हैं
मिली हैं मंजिलें, फिर भी मुसाफिर थे, मुसाफिर हैं
तेरे दिल के निकले हम कहाँ भटकें, कहाँ पहुँचे
मगर भटके तो याद आया, भटकना भी जरूरी था
मोहब्बत भी जरूरी थी, बिछड़ना भी जरूरी था
ज़रूरी था कि हम दोनों तवाफ़-ए-आरज़ू करते हैं
मगर फिर दर्द का बिखरना भी ज़रूरी था
तेरी आँखों के दरिया का उतरना भी ज़रूरी था
Rahat Fateh Ali Khan Zaroori Tha Lyrics In English
Tune jab aakhiri khat mera jalaaya hoga
Tune jab phool kitaabon se nikaale honge
Dene wala bhi tujhe yaad to aaya hoga
Mohabbat bhi zaroori thi, bichhadna bhi zaroori tha
Zaroori tha ki hum donon tavaaf-e-aarzu karte
Magar phir aarzuuon ka bikharna bhi zaroori tha
Teri aankhon ke dariya ka utarna bhi zaroori tha
Churaai cheez ko tumne Khuda ka ghar banaaya tha
Wo jab kahte the, mera naam tum tasbeeh mein padhte ho
Mohabbat ki namaazon ko qaza karne se darte ho
Teri aankhon ke dariya ka utarna bhi zaroori tha
Mohabbat mein dagha ki thi, so kaafir the, so kaafir hain
Mili hain manzilein, phir bhi musaafir the, musaafir hain
Mohabbat bhi zaroori thi, bichhadna bhi zaroori tha
Zaroori tha ki hum donon tavaaf-e-aarzu karte
Magar phir aarzuuon ka bikharna bhi zaroori tha
Teri aankhon ke dariya ka utarna bhi zaroori tha

