Raakh Ka Dariya Lyrics by Divya Kumar is the latest Hindi song from the Bollywood movie “Velle”. The song lyrics were written by Siddharth-Garima while the music is given by Sohail Sen.
“Raakh Ka Dariya” Song Info:
Song | Raakh Ka Dariya Lyrics |
Movie | Velle |
Singer | Divya Kumar |
Lyrics | Siddharth-Garima |
Music | Sohail Sen |
Cast | Abhay Deol, Mouni Roy |
Raakh Ka Dariya Lyrics
Socha tha kya kyaa ho gaya
Sab bewaajah sa ho gya
Sau raaste sare galat
Joh tha sahi kahinn kho gaya
Tha khel sab toh khel me
Ruthi kahan manmaaniyaan
Nadaniyan yehh kyaa huin
Duswariyaan ab yaariyaan
Asmaano se bhi kyun
Taare bhi chhin gaye
Raat kali hain abb
Roshan woh din gaye
Hai andhera ghanaa
Jaane ho Qis tarrahh
Woh subah, woh subhah
Humsafarr tanhaa
Darbadar duniya
Qismate ruswa
Kasmkash galiyan
Khanjali rahein
Lamhon mein sadiyan
Naskari saansein
Gumsuda khusiyan
Aag seene me
Khakh jeene me
Aakh yehh lamhe
Raakh ka dariyaa
Dil samundar hain lehre toofaan
Hai hawa ka bhawandar jhokaa
Doobne ko hain apani kashtiyan
Bin door ki patangen hain
Bin chood ki surange hain
Ek dhoondh si hain chhai
Apani ankhon me
Humsafarr tanhaa
Darbadar duniya
Qismate ruswa
Kasmakash galiyan
Khanjali rahein
Lamhon mein sadiyan
Naskari saansein
Gumsudaa khusiyan
Aag seene me
Khakhh jeene me
Aakhh yehh lamhe
Raakh ka dariyaa