Phir Milenge Lyrics – Faisal Kapadia x Young Stunners

Phir Milenge Lyrics by Faisal Kapadia, Young Stunners from “Coke Studio Season 14″ is the latest Hindi song with music is given by Faisal Kapadia, Young Stunners. Phir Milenge lyrics are written by Faisal Kapadia, Young Stunners. The song was released on 22nd March 2022.

Phir Milenge Lyrics

Phir Milenge Song Details:

Song: Phir Milenge
Singer: Faisal Kapadia, Young Stunners
Music Faisal Kapadia, Young Stunners
Lyrics: Faisal Kapadia, Young Stunners

Phir Milenge Lyrics

Dil Ke Kisi Konhe mein hi
Yadein Teri Maine
Chupaa rakhi hai
Chupaa rakhi hai

Bhula nehi tu bhi mujhe
Baatein yun hi maine
Baana rakhi hai
Baana rakhi hai

Samaaya the dil mein woh aise
Anjaane doh milte phir kaise
Tum barish mein bheege hum behta
Samandar kinare joh rehta

Umeedein laggake woh baithe
Jo! apno ki gham woh bhi sehta
Yeh duniya toh chahti ke behke
Yeh baarish ki khusbu se mehke

Mile dard bohot
Kabhi tu bhi mil
Dil mein rehti nehi
Jaanam tu hi dil
Ajj phir aayi na tu
Intezar raha mustakil
Taveel hai gam ka shaam ka
Kahaani mohabbat ki muftasir

Nazar saara karo zaara si
Kadarr karo meri kala ki
Jaane wale chale jaate hai
Qismat hi kaabu main nehi aati

Saau mein dhup ki tarrah
Jism mein rooh ki tarrah
Gujre dimaag se yaad teri
Lagataar lahu ki tarrah

Abb Khaye jaaye yeh daro diwaar
Mujhe kisi bhuk ki tarrah
Tere bina nehi ghar bhi ghar
Akele main mehsoos kiya

Tei kami puri huyi na ajj
Dil mein rehi yeh khalla
Fiza bhi aayi parr
Waqt or dil ka baag bhi
Raha na hara

Tera hi aitber baaki saari
Duniya pe bharosa nehi bana
Tu mujhpe dekhe insaaan
Baaki duniya ko dikhe bas kala

Tu hai!
Main Hu!
Aur gehri khamoshi
Hum dono hi nehi sunte
Jo bhi yeh kuch kehti hogi

Gali hain dil ki tang
Tera uspe aana na ho
Dil ke moholle mein
Tera mera jaana na ho

Tu hai!
Main hu!
Aur sirf faasle hai
Raate maun kaata
Muntizir hum aapke hai

Raazi nehi raajdar bhi
Kya maangte hai
Khamiyo pe parde log
Kabhi yaha daalte hai

Humse sihane rakhte khwaab
Raatein jaagte hai

Hum tumhe tumse bohot behtar
Jaante hai!

Sargoshi mein log
Naam tera
Tere liye maine
Haya rakhi hai
Haya rakhi hai

Bhula nehi
Main bhi tujhe
Mere liye Maine
Sazaa rakhi hai
Sazaa rakhi hai

Zingei pe likh suke fall saffe
Itne dilleggi ki
Khud ko hi na padh sake

Bekadar hi darbadar
Yu bekhabar hi
chal pare
Yaadein khisti hai
Aage hi na badh sake

Yaadein Kheechti hai
Aage hi na bdh sake
Saadhgi ban chuki hai
Badhzhi muntazar
Khadi usi mukaam pe

Ajj bhi ajj phir tu aayi nehi
Ajj phir tu shayari
Ajj phir tu ek gumaan
Yaad teri khaayegi

Tu thi meri razza
Abb duwa ban gayi
E mere khuda ya
sazaa ban gayi

Main jagoon saari raat
Woh subhah ban gayi
Garske baraske
Ab yeh baadal nehi

Tu hai mere har dard ki dawa
Main dhoop mein khada
Mehssoss kar zaara
Mausam badalte huye dekhe hai
Log badalte rup ki tarrah

Sahamil hai ab tere
Dewaano me milege
Khwabo mein rehte
Khayalon me unke
Sawalon kya pechchange
Paimano se kaise bharasha
Karoge hum insaano pe

Tuhi khwab Tuhi meri khwaish
Tuhi hai saas
Main tera banu baarish

Milenge phir kabhi
Umeed bhi tu aas bhi
Khuli kitap karte
Zakhm ki numawish

Khaani kaha!
Khatam hoti hai
Puri nehi!
Har kasam hoti hai

Phir milenge kabhi
Ajnabee ki tarrah
Is raaz mein dil mein
Chuppa rakhi hai!
Chuppa rakhi hai!
Chuppa rakhi hai!

Phir Milenge Music Video

Hope You Liked the Post, If You Found Any Mistake in Lyrics kindly Submit Us With the Correct Lyrics! Thanks for visiting us!