Lafda Zala Lyrics – Ajay Gogavale from “Jhund ” is the latest Hindi song with music is given by Ajay – Atul. Lafda Zala song lyrics are written by Amitabh Bhattacharya.
Lafda Zala Song Details:
Song: | Lafda Zala |
Movie: | Jhund |
Singer: | Ajay Gogavale |
Music: | Ajay – Atul |
Lyrics: | Amitabh Bhattacharya |
Lafda Zala Lyrics
Bhide koi humse agarr
Khade khade wahi gad de
Chhode nahi kuch bhi kasarr
Pura huliya bigad de
Kare nahi bol bachchan
Khali pili nahi bhonkate
Satke joh apna magaj
Hum kass ke dahad de
Kiya jisane bhi hum se jhagda
He jhagda re
Aake joh bhi samne se akda
Sidha girebaan uska pakda
He pakda re
Toda phir haath pair jabda
Hai lafda zaala wakda tikda
Wakda tikda wakda tikda
Lafda zala wakda tikda
Wakda tikda wakda tikda
Lafda zala wakda tikda
Wakda tikda wakda tikda
Lafda zala wakda tikda
Wakda tikda wakda tikda
Jahan jahan dhoom dham
Waha waha ghoom gham
Ke aa gaye aa gaye aa gaye
Bada bada ghav wav
Vaada vaada pav jaanke kha gaye
Kha gaye kha gaye
Lena dena apna kya hai
Tadak bhadak bangalo se
Apna toh sadak aashiyana hai
Aur footpath mast naram naram takiya hai
Khula asmaan shamiyana hai
Hume duniya jahan ne ragada
Baada ragda re
Kiya iss dil pe war tagda
Gali phatkar khake apni yeh haddiayan
Bani lokhand aur lakada
Hai lafda zala wakda tikda
Wakda tikda wakda tikda
Lafda zala wakda tikda
Wakda tikda wakda tikda
Lafda zala wakda tikda
Wakda tikda wakda tikda
Lafda zala wakda tikda
Wakda tikda wakda tikda
Mari wari jeb veb lagi kabhi yar
Lottery lottery lottery lottery
Kabhi gaye jail vel kabhi kabhi kal
Kothari kothari kothari kothari
Hume nahi farak warak padta
Yaar guthali se
Apun ko sirf aam khana hai
Diya viya kucch nahi hai
Isne sirf chhina hai
Duniya ka game toh bajana hai
Bure haalat ne hai jakada
Hume jakada re
Kabhi rote nahi hai dukhada
Bhara seene ke dard
Phir bhi har hal mein
Mile hasaata jhakas mukhada
Hai lafda zala wakda tikda
Wakda tikda wakda tikda
Lafda zala wakda tikda
Wakda tikda wakda tikda
Lafda zala wakda tikda
Wakda tikda wakda tikda
Lafda zala wakda tikda
Wakda tikda wakda tikda