Khwaab Khwaab Lyrics by Sachet Tandon is the latest Hindi song with music is given by Sachet-Parampara. Khwaab Khwaab song lyrics are written by Irshad Kamil.
Khwaab Khwaab Song Details:
| Song: | Khwaab Khwaab |
| Singer: | Sachet Tandon |
| Music: | Sachet-Parampara |
| Written by: | Irshad Kamil |
| Label: | T-Series |
Khwaab Khwaab Lyrics
Khwaab Khwaab Tukdon Mein
Todna Tha Toh
Chhodna Tha Toh
Dil Lagaaya Kyun Tha
Khwab Khwab Tukdon Mein
Todna Tha Toh
Chhodna Tha Toh
Dil Lagaaya Kyun Tha
Tujhse Rootha Rootha Hoon
Tujhse Bhi Na Jud Paaun
Itna Toota Toota Hoon
Jo Tumko Chheene Mujhse
Woh Jhooth Hai Duniyadari
Dil Waalon Ko Naa Samjhe
Main Raakh Karun Yeh Saari
Jaise Dete Hain Taane
Waise Karti Tareefein
Yeh Duniyaa Gham Bojhal
Bas Deti Hain Takleefein
Tujhse Rootha Rootha Hoon
Tujhse Bhi Na Jud Paaun
Itna Toota Toota Hoon
Naaraaz Hua Main Khud Se
Ya Ajj Khafa Hoon Sabse
Ik Baar Mila Jo Mujhko
Toh Puchhunga Main Rab Se
Kya Shaunk Chadha Tha Bolo
Kyun Tumne Yeh Ishq Banaya
Yeh Baatein Agar Sabhi Ko
Naa Raas Kisi Ke Aaya
Khwaab Khwaab Tukdon Mein
Todna Tha Toh
Chhodna Tha Toh
Dil Lagaaya Kyun Tha
Aankh Se Chhalakti Hain
Chahtein Teri
Yun Mitana Thaa Toh
Banaya Kyun Tha

