Intezaar Lyrics by Lucky Ali is the latest Hindi song with music given by Mikey McCleary. Intezaar song lyrics are written by IP Singh, Lucky Ali.
Intezaar Song Details:
Song: | Intezaar |
Singer(s): | Lucky Ali |
Musician(s): | Mikey McCleary |
Written by: | IP Singh, Lucky Ali |
Label(©): | Lucky Ali |
Intezaar Lyrics
Kaale ghanere andhere jo hain
Raasta jo dete savere ko hain
Zaara sa aur karna sabar
Aane jo waali saher
Sapne yeh tere ya mere jo hain
Palkon pe daale yeh derein jo hain
Lori suna dete khabar
Aane waali saher
Intezaar aur tamaanna
Har kadam woh sath chale
Sanjh se ubharti subhah
Mein jaake woh ghul mil gaye
Intezaar tu mera karna!
Itne dino se kahani jo hai
Honthon pe baithi sunaani jo hai
Hai yeh badi hi besabar
Mehfil jo aayi nazar
Intezaar aur tamaanna
Har kadam woh saath chale
Saanjh se ubharti subhah
Mein jaake woh ghul mil gaye
Pedon pe taange yeh joole jo hain
Abb na samate yeh bhoole jo hain
Mausam ka hain hi yeh asarr
Lauta koi jo hai ghar
Intezaar aur tamaanna
Har kadam woh sath chale
Saanjh se ubharti subhah
Mein jaake woh ghul mil gaye
Samandar ko kya bataana
Gehra kitna jana
Mohabbat ka yeh taraana
Samjhaa bus anjaana