Gul Lyrics by Anuv Jain is a newly released Hindi song music also given by Angad Singh Bahra. The latest song Gul lyrics is written by Anuv Jain. The music was released by Anuv Jain.
Gul Song Details:
| Song: | Gul |
| Singer(s): | Anuv Jain |
| Musician(s): | Angad Singh Bahra |
| Written by: | Anuv Jain |
| Label(©): | Anuv Jain |
Gul Lyrics
Na dastakein
Yeh tere dil ki haan wahi dhadkane hain
Yoon zor se jo tujhko ab sun rahin hain
Sun le zara yeh tujhse kya keh rahin hain
Aye nahi
Jinke the vaadein
Waqt uljha hua hai tere yahan pe
Kya who kal the yahan
Yaa hafton pehlay ki yeh hai dastaan
Aye naa teri yaad unko
Aye naa teri yaad unko
Toote makaan
Ik baar gir kar waise bante kahan hai
Jaise the tune apne dil se banaye
O karigar yoon haathon se the sajaye
Aye na teri yaad unko
Aye na teri yaad unko
Kitabon ke ghar
Duniya hai teri
In dhool bhare panno mein
Tu kya dhoondti
Aur kya ho gaya jo tujhe
Is dafa na milli pyari si
Pariyon ki woh kahaani
Aur tum yoon parayshaan ho kyun
Hai jaadugari aaj bhi
Tere dil mein hai baki
Aur in kagazon mein kahin
Ek Gul hai jo aise
Tera intezaar kar raha hai
Yeh gul hai teri woh hassi
Kahan kho gai yeh bata
Khilegi kabhi
Aayega ik din
Jab unki raatein yoon na mehfooz hongi
Tere, tere bin aise, tu dekh lena
Teri kami tab unko mehsoos hogi
Mujhe Mujhe hai pata yeh

