Galtiyaan Lyrics by Neeti Mohan & & Harshit Tomar is the latest Hindi song with music is given by Muzik AMY. Galtiyaan lyrics are written by Ravish Khanna.
Galtiyaan Song Details:
| Song: | Galtiyaan |
| Singer: | Neeti Mohan & & Harshit Tomar |
| Music: | Muzik AMY |
| Lyrics: | Ravish Khanna |
Galtiyaan Lyrics
Rabb na kare! ishqq sataaye
Kisi koyi na, dil se dukhaaye
Kinaara mila jo kinaara nahi thha
Bas bahaana thha sahaara nhi thha
Jhoothe se vaado par kyun
Yakeen maine kar liya
Sunti rahi main tujhko
Khud ko ansuna kar diya
Galtiyaan jo kee hoti
Mil jaati maafiyaan
Par tu toh bewafa thha sajna
Tune ki hai chalakiyaan
Galtiyaan jo kee hoti
Mil jaati maafiyan
Par tu toh bewafa thha sajna
Tune ki hai chalakiyan
Laaj sharm k toote hai dhaage
Teri nadaani manmaani k aage
Is tarah se rangi tere rang mein
Koyi bhi rang ab mujhpe na lage
Koyi bhi rang ab mujhpe na lage
Gunaah kuch aisa kiya
Pyaar jo tujhko kiya
Auron ko paane ke liya
Tune mujhko hi kho diya
Galtiyaan jo kee hoti
Mil jaati maafiyan
Par tu toh bewaafa thha sajna
Tune ki hai chalakiyan
Meri khatah naal
Mera kasoor hai
Kivei main dassa mera
Dil majboor hai
Mere naal pyaar kar
Saaja tu paayi hai
Paave gunahgaar kya
Dil se chor hai
Paave maaf na meinu kari
Meinu aakhi na bechara
Sate tere dil te laagi
Aakh meri rove yaaraa
Main kamla kanjar paapi
Paavei kahle jag sara
Aithhe sirf judaiyan jeeti
Haa Haara main haara
Meri tabhai teinu dissdi nahi
Ishq dawayi kithe bikti nahi
Hathh laggi meri badnaamiyan
Galtiyaan jo kee hoti
Mil jaati maafiyan
Par tu toh bewafa thha sajjna
Tune ki hai chalakiyan
Galtiyaan jo kee hoti
Mil jaati maafiyan
Par tu toh bewafa thha sajjna
Tune ki hai chalakiyan!
(Har pyaar karne waale ko satata hai rabba
Jaroor teri bhi koyi majboori rahi hogi
Tera bhi dil toda hoga kisi ne
Shayad teri kahani bhi adhoori rahi hogi)

