Dard-E-Dil Lyrics by Panther & Ankee is a newly released Hindi song music also given by Leo Grewal & Young J. The latest song Dard-E-Dil lyrics is written by Panther. The music video was released by Sony Music India.
Dard-E-Dil Song Details:
Song: | Dard-E-Dil |
Singer(s): | Panther & Ankee |
Musician(s): | Panther |
Written by: | Panther |
Label(©): | Sony Music India |
Dard-E-Dil Lyrics
Suno mera dard e dil
Usne zakham dia fir wo hanske chal padi
Hum to unke muntazir
Shikwe lakho par
Chehre pe shikan nahi
Usne jalaya humko
Mai usse jala kab
Hota Zara bata aisa insaaf kaha par
Daga kar
fir uski dawa kar
Baat bas itni si ki gaya ni tu bata kar
Tumne rulaya humko
Aansu na baha par
Hota Zara bata aisa insaaf kaha par
Jyaada sunaya tune
Aur fir Suna kam
Baat bas itni si ki gaya ni tu bata kar
Padha kar tu mere baare padha kar
Jana hai kya upar leke wafa tujhe bachakar
Hansi gaya fansakar, Hansi gayi bhula kar,
Koi ghayal na chute jab koi chorey galey lagakar,
nazm tere naam pe to deta hu kuch Bada padh
Ho gayi tu kharch, karunga kya itna kama kar
Jyaada sunaya tune
Aur fir Suna kam
Baat bas itni si ki gaya ni tu bata kar
Suno mera dard e dil
Usne zakham dia fir wo hanske chal padi
Hum to unke muntazir
Shikwe lakho par
Chehre pe shikan nahi
Kehna to hai kaafi tumse
Shayad ek baar to mang logi maafi mujhse
Log kehte Hum na reh gaye hai pehle jaise
Shayad tu reh gayi hai kaafi mujhme
Bhari duniya lagti khaali si hai
Na hu akela par akelepan ka sath bhi hai
Tu gayi to chala gaya sukoon bhi
Ab kisi jism me tere jism sa araam ni hai
Chehre kaafi par hai tera chehra nahi,
Kehte sab par koi tumsa kehta nahi,
Rehne ko hai kaafi ghar mere paas
Par na gharme hoti tu to ghar bhi gharsa lagta nahi
Sabkuch paakar bhi sab kho diya hai
Kiya itna sab par tu na to fir kyu kiya hai
Jhagadta na hai mujhse ab koi,
Apne me hu rehta kyuki apno ko hi kho dia hai
Suno mera dard e dil
Usne zakham dia fir wo hanske chal padi
Hum to unke muntazir
Shikwe lakho par
Chehre pe shikan nahi