Yaar Ki Mehfil Lyrics – Stebin Ben is the latest Hindi song music also given by Kunaal Vermaa. Yaar Ki Mehfil Lyrics are written by Kumaar.
Yaar Ki Mehfil Song Details:
| Song: | Yaar Ki Mehfil |
| Singer: | Stebin Ben |
| Music: | Kunaal Vermaa |
| Lyrics: | Kunaal Vermaa |
Yaar Ki Mehfil Lyrics
Bolo naa tumko kya milaa rulaake
Jee mera jalaake pal me yun bhulaake
Acha tha hummko khwaab naa dikhaate
Bewajah hasaate pyaar naa jataate
Wo thi yaar ki mehfil
Tuta tha jahan ye dil
Joh the jaan ho gaye hai bewafa
Wo thi yaar ki mehfil
Toota tha jahan ye dil
Joh the jaan ho gaye hai bewafa
Labon pe naam koi dil me koi chehra
Ho jata hai sabse unko pyaar pehla
Apne pass wo dil rakh lete hai sabka
Unki khasiyaat hai sabse ishq karna
Nazrein milate ho khud se kis tarah
Jab dekhte ho tum ye ayina
Jaane do yara wo toh bewafa the
Unko jate jate kya hi badh dua dein
Wo thi yaar ki mehfil
Toota tha jahan ye dil
Joh the jaan hogaye hai bewafa
Wo thi yaar ki mehfil
Toota tha jahan ye dil
Joh the jaan hogaye hai bewafa
Deewano ki mehfil thi wo
Jisme jaam se jaam mile
Sabki zuban pe kisse the par
Sab kisse nakam huye
Yahan karke ishq dunia main
Kab chain kisi ne paaya hai
Ye pehla zehar hai dunia ka
Jise pi kar bhi aram mile hai

