Tu Saamne Aaye Lyrics - Jubin Nautiyal & Yohani | AxomLyrics

Tu Saamne Aaye Lyrics – Jubin Nautiyal & Yohani

Tu Saamne Aaye Lyrics by Jubin Nautiyal & Yohani is the latest Hindi song with music also given by Rocky-Jubin. Tu Saamne Aaye song lyrics are written by Rocky Khanna.

Tu Saamne Aaye Lyrics - Jubin Nautiyal & Yohani

Tu Saamne Aaye Song Details:

Song: Tu Saamne Aaye
Singer(s): Jubin Nautiyal, Yohani
Musician(s): Rocky-Jubin
Written by: Rocky Khanna
Label(©): T-Series

Tu Saamne Aaye Lyrics

Joh Milke Bichadte
Bichadke Ke Wo Milte Kyun
Saansein Tham Jayein
Jho Tu Saamne Aaye

Main Dekhun Jidhar Bhi
Dekhun Main Tujhi Ko Kyun
Khushboo Si Kyun Aaye
Jo Tu Saamne Aaye

Kyun Tu Mujhme Kyun
Hai Basta Yun Tu Bata De
Aur Kyun Teri Rooh

Hai Rubaru Mujhse Tu Bata De
Ye Nainon Ke Naate
Mil Kar Ban Jate Kyun
Junoon Jagaye
Jo Tu Saamne Aaye

Tu Saamne Aaye
Tu Saamne Aaye

Jo Tu Saamne Aati Hai
Bas Jati Hai Kyun Meri Nazro Mein
Thoda Tadpati Hai
Aur Thoda Satati Raaton Mein

Jo Tu Saamne Aati Hai
Behlati Behkati Adaon Se
Jo Tu Saamne Aati Hai
Ruk Jati Hai Sansein

Kyun Tu Mujhme Kyun
Hai Basta Yun Tu Bata De
Aur Kyun Meri Rooh

Hai Rubaru Tujhse Tu Bata De
Muskan Ye Teri Aatish Ban Jaye Kyun
Wo Aag Lagaye Jo Tu Saamne Aaye

Tu Saamne Aaye
Tu Saamne Aaye

Jo Milke Bichadte
Bichadke Ke Wo Milte Kyun
Sansein Tham Jayein
Jo Tu Samne Aaye

Main Dekhun Jidhar Bhi
Dekhun Main Tujhi Ko Kyun
Khushboo Si Kyun Aaye
Jo Tu Saamne Aaye

Kyun Tu Mujhme Kyun
Hai Basta Yun Tu Bata De
Aur Kyun Teri Rooh
Hai Rubarru Mujhse Tu Bata De

Ye Sath Hamara
Kisko Samjhaye Kyun
Dil Doob Hi Jaye
Jo Tu Saamne Aaye

Tu Saamne Aaye
Tu Saamne Aaye

Tu Saamne Aaye Song Video