Kyun Na Aaye Lyrics – Pranav Vatsa is the latest Hindi song with music is given by Vivian Richard. Kyun Na Aaye song lyrics are written by Pranav Vatsa.
Kyun Na Aaye Song Details:
Song: | Kyun Na Aaye |
Singer: | Pranav Vatsa |
Music: | Vivian Richard |
Lyrics: | Pranav Vatsa |
Kyun Na Aaye Lyrics
Main Dekhu Jahan Har Kahin
Pyar Hi Pyaar Hai
Ek Tuhi Nahi Mere Paas
Aisaa Kyu Yar Hai
Pyaar Barasne Ka Mausam Hai Ye
Aur Baahein Meri Murjhaye Jaye
Tu Aaye Aaye Kyun Na Aaye
Kyu Aise Mujhe Tu Sataye
Tu Aaye Aaye Kyun Na Aaye
Main Jee Loon Tumhe Fir Zaara
Sanson Mein Aag Hai
Aakhiri Tuhi Hai Wajah
Aur Kya Khas Hai
Khwaab Sawarne Ka Mausam Hai Ye
Aur Neenden Meri Door Jaye Jaye
Tu Aaye Aaye Kyun Na Aaye
Kyu Aise Mujhe Tu Sataye
Tu Aaye Aaye Kyun Na Aaye
Kyu Aashiqui Mein Do Dil Jale Hai
Aakhon Mein Kyu Aayi Hai Nami
Tanhaiyon Mein Khone Lage Hai
Yadon Mein Tu Meri Har Kahin
Tere Jane Se Teri Khabar Tak
Mujhko Hai Roz Jalaye Jaye
Tu Aaye Aaye Kyun Na Aaye
Kyu Aise Mujhe Tu Sataye
Tu Aaye Aaye Kyun Na Aaye
Jabb Tak Tumhari Khushboo
Meri Sanson Mein Hai
Main Zinda Hoon
Jabb Talakk Mere Guzarte Huye Lamhon Mein
Tumhari Yadein Hai Batein Hai Mulakatein Hai
Tab Talakk Main Zinda Hoon