Hisaab Song Details:
Hisaab Lyrics
Kisi ka dil dukhaoge
To dard tum bhi paoge
Kisi ka dil dukhaoge
To dard tum bhi paoge
Kisi ko tum rulaoge
To aansu tum bhi paoge
Naa sifarish naa ghuzarish
Naa hi lihaaz karta hain
Ishq mein khuda barabar ka
Hisaab karta hain
Ishq mein khuda barabar ka
Hisaab karta hain
Haan apna bana ke
Beghana kar dena
Beech safar mein
Anjaana kar dena
Haan apna bana ke
Beghana kar dena
Beech safar mein
Anjaana kar dena
Jee bhi naa paye kisi ke bina
Kyun itna jyada deewana kar dena
Kahan ki yeh sharafat hain
Jaane kaisi yeh aadat hain
Kahan ki yeh sharafat hain
Jaane kaisi yeh aadat hain
Kisi ko kar dena barbaad
Kisne di yeh ijazat hain
Chahe jitne kar lo parde
Yeh benakaab karta hain
Ishq mein khuda barabar ka
Hisaab karta hain
Ishq mein khuda barabar ka
Hisaab karta hain
Kisi ka dil dukhaoge
To dard tum bhi paoge
Naa sifarish naa ghuzarish
Naa hi lihaaz karta hain
Ishq mein khuda barabar ka
Hisaab karta hain
Ishq mein khuda barabar ka
Hisaab karta hain
Ishq mein khuda barabar ka
Hisaab karta hain
Ishq mein khuda barabar ka
Hisaab karta hain