Bewafa Yaar Lyrics by Nihal Tauro is the latest Hindi song. Bewafa Yaar Lyrics were written by Himesh Reshammiya while music is given by Himesh Reshammiya.
Bewafa Yaar Song Details:
Song | Bewafa Yaar |
Album | Himesh Ke Dil Se The Album |
Singer | Nihal Tauro |
Music | Himesh Reshammiya |
Lyrics | Himesh Reshammiya |
Bewafa Yaar Lyrics
Mera yaar bewafa ho gaya hai
Yahi shikayat karta hai dil
Socha naa thaa
Yun juda honge hamare rastein
Yun juda hogi hamari har manjil
Dushman bhi jo karne se darein
Aesa kaam dost ne anjaam diya
Sachhe pyaar ko
Sachhe yaari ko
Is duniya mein tune badnaam kiya
Bewafa hai tu, Bewafa hai tu
Bewafa hai tu e yaar
Bewafa hai tu, Bewafa hai tu
Bewafa hai tu e yaar
Dushman bhi jo karne se darein
Aesa kaam dost ne anjaam diya
Sachhe pyaar ko
Sachhe yaari ko
Is duniya mein tune badnaam kiya
Bewafa hai tu, Bewafa hai tu
Bewafa hai tu e yaar
Bewafa hai tu, Bewafa hai tu
Bewafa hai tu e yaar…
Tere is dhokhe se meri
Zindagi saari tabah hai
Kya kahun ab aur main tujhko
Beshram tu behaya hai
Toda ek pal mein tune naata
Sharm baaki hai kya tujhme
Mar chuka hai rishta fir bhi
Tu hai hamesh zinda mujhme
Dushman bhi jo karne se darein
Aesa kaam dost ne anjaam diya
Sachhe pyaar ko
Sachhe yaari ko
Is duniya mein tune badnaam kiya
Bewafa hai tu, Bewafa hai tu
Bewafa hai tu e yaar
Bewafa hai tu, Bewafa hai tu
Bewafa hai tu e yaar…
Kitna pyaar diya maine tujhko
Apna sab kuch tujhko maana
Kagaz ke phool mehkate nahi hai
Maine tujhse sab ye jaana
Ab bhi dil mein tu hi tu hai
Ek teri hi aarzu hai
Bhuke sab kuch tu aaja
Sab teri hi justjoo hai
Dushman bhi jo karne se darein
Aesa kaam dost ne anjaam diya
Sachhe pyaar ko
Sachhe yaari ko
Is duniya mein tune badnaam kiya
Bewafa hai tu, Bewafa hai tu
Bewafa hai tu e yaar
Bewafa hai tu, Bewafa hai tu
Bewafa hai tu e yaar